Photoshop Me Photo Edit Kaise kare 2021 | Adobe Photoshop Banaye

Photoshop me photo Edit kaise kare | फोटोशॉप में फोटो बनाने का तरीका

Hello Guys Sanloud.com Ke Hindi Plateform pe apka swagat hai pichali post me hamane bataya tha ki Wish Shop se Paisa Kaise Kamate hai aur  aj ham apko batane wale hai ki Laptop ya computer Me Photo Shop Software Ko Use Kaise Karte Hai Hai Aur Usko Use Karke  profession tarike se photo ko  Edit kaise karte hai jaisa ki niche ap image dekh sakte hai ki ese kitane ache se edit kiya gya hai

To chaliye sikh lete hai ki laptop se photo editing kaise karte haiphotoshop me photo banaye

 

Photoshop Me Photo Edit Kaise Kare

Photoshop Me Photo edit Karna bahut hi asan hai niche maine kuch basic edit bataye hai jisake helps se ap photo me attractive bana sakate hai. Es Article me mai Apko Photoshop me Photo Edit karne ka 4 Tariko Se Batane Wala Hu To Chaliye Pahale Yahi Jan Lete hai.

  1. Curve Tool ka Use Karke. – Es Tool ka Use Karke Of Photo ko Saaf (Clean) Akr sakte hai Aur Photo me Brightness Badha Sakte Hai. Es Tool Ko Use karne Ka Shortcut Key Ctrl+M hai
  2. photoshop all basics tool image Magnetic Lasso Ka Tool Ka Use Karke. – Agar Apko Kisi Photo ko Select Karna hai ya use select Karke Kisi Dusare Jagah Le jana hai to ap es Tool ka Use karke kar sakte hai.
  3. Paint Bucket Tool Ka Prayog Karke. – Es Tool ka use Adhiktar Passport Size photo banane me hota hai . eska use karke photographer photo ke background ka color change karte hai.
  4. Background Eraser Tool. – Kisi Photo ka background Remove karne ke liye ap es tool ka use kar sakte hai.
  5. Blur Tool Se. – Photo Editing Ke liye Yah Ek Best Tool hai . Eska Use karke Ap Photo ke background ko blur kar sakte hai jisase apka photo professional lagega.

To friends En Sabhi Tool Ka prayog Karke Ap Photoshop Me Professional Photo Bana Sakte hai Nich Hamne Esake Bare me Vistar Se bataya hai.

Mobile phone ka aavishkar

PhotoShop me Photo Ko Saaf Kaise Kare

  • Sabse Pahale Apne Computer Me Adoe PhotoShop Ko Open Kare
  • Fir ap jis photo ko edit karna chahate hai use yaha open kare open Kare Open karne ke liye keybord se Ctrl + O button dabaye ya fir file pe click karke open Tab pe click kare
  • Fir File Explorer se photo ko chose karke Photoshop Me Open karle
  • Jab photo open ho jaye to keyboard se Ctrl + M dabaye fir apke samane Curve ki window open ho jayegi ap jab curve ko upper le jayenge tab image gora hoga aur jab niche layenge to image kala dikhega ap apne hisab se set kar sakte hai Set karne ke bad ok pe click karde

To Es Tarah Se Ap Photo Ko Clear Kar Sakate Hai ab Ham Background badalana sikhenge

PhotoShop Me Background kaise Badale

Uper hamene Photo Ko Saaf (Clean) karna Sikh Liye Hai Ab ham Sikhenge Ki Photo Ke Background Ko Kaise Change Karte hai . Photo Ka Background Change Karne ke Liye Us Photo Ko Photoshop Software Me Khole Aur niche ke steps ko follow kare.

Image ki background ko change karne ke liye ap google se pne pasand ka background download kar sakte hai filhal hum es background pe photoedit karenge es background ko download karne ke liye yaha click kare

Fir background ko Ctrl + O press karke open karle

ab photo ko background pe set karna hai uske liye ap photo ko Lasso tool ki help se charo tarf se selct karelasso tool in photoshop

Fir Move tool pe click kare aur photo ko khich ke background pe lake chhod de

Jab image background pea a jayegi to es tarah dikhegi

Agar image jyada bada ho to upper show bounding box ko tick karke image ko apne hisab se chhota karle

Ab hamara agala kam hai ki image se unwanted part ko remove karna hai unwanted part ko remove karne ke liye ap Erase tool ka use karke use remove kar sakte hai

Jaisa ki ap niche dekh sakte hai

To es tarah se ap apne photo ko edit kar sakte hai ye to maine simple tarah se photo ko edit kiya hai

Ap apne hisab se photo ko ache se edit kar sakte hai

PhotoShop Ko Free Me Download Kaise Kare

Laptop me photo editing karne ke liye apko es software ki jarurat padegi jiska name Adobe photoshp hai Yah Ek Paid Software hai Lekin Es Article Mai Apko Bataunga Ki Esko Free Me Downlaod Kaise Karte hai Adobe Photoshop ko Free Me download karne ke liye Steps ko Follow Kare :-

Steps:1 – Sabse Pahale Getintopc.com Ki Website Pe Jaye Aur Uper Search bar pe CLick Kare

Steps: 2 – Fir Usame Adobe Photoshop likhkar Search kare Fir Adobe PhotoShop Ke Software pe click kare

Steps:3 – Ab Scroll Karke Niche Aaye Aur Download x64Bit .. Pe Click Kare Fir Apke Computer Me Photshop Download Hona Shuru ho Jayega.

Download Pe Jane Ke Liye Yaha Click Kare.

Download karne ke bad ese install kare Agar apke pc me pahale se hi photoshop hai to ese open kare .

Aur Ache Se Samjhane Ke Liye Video Ko Dekhe

निष्कर्ष : फोटोशॉप में फोटो बनाने का तरीका

I hope ki apko ye post achha laga hoga ese apne friends ke sath share karna na bhule aur agar apko esame kuch bhi samjhne me dikkat aye ya post se releted ko bhi swal puchana hai to ap comment me puch sakte hai.

गैस सब्सिडी कैसे चेक करे मिल रही है या नहीं

Bye bye next post me milenge ham next post me sikhenge ki Video ko edit kaise karte hai  next post ki jankari pane ke liye ap apna email id se hame subscribe kar sakte hai hame subscribe karne ke liye ap niche Subscribe Us me apna Email likh kar hame subscribe kar sakte hai.

Aur hamare website ko daily visite karte rahe kyuki yaha par hum daily new post publish karte hai aur apko daiy kuch new sikahne ko milega  Thankyou

 

अन्य लेख

Top 5 Best Photo Editing Software Application

1 thought on “Photoshop Me Photo Edit Kaise kare 2021 | Adobe Photoshop Banaye”

Leave a Comment

Your email address will not be published.